अनकहा
Kuch sawaal tune puuche nahi,
Kuch ke jawaab main de na paaya,
Tune mujhe jaane se roka hi nahi,
Chahte huye bhi main ruk na paaya...
Waada tha ki dosti na tootne dunga,
Per kuch aur waade nibha na paaya,
Na tha na hu main aisa ki haar jau,
Bas jid na thi jeetne ki tujhse aur khud se bhi main jeet na paaya...
Kuch ke jawaab main de na paaya,
Tune mujhe jaane se roka hi nahi,
Chahte huye bhi main ruk na paaya...
Waada tha ki dosti na tootne dunga,
Per kuch aur waade nibha na paaya,
Na tha na hu main aisa ki haar jau,
Bas jid na thi jeetne ki tujhse aur khud se bhi main jeet na paaya...
Just so awesome. 👌👌👌👌
ReplyDeleteThanks. 😊
DeleteExcellent
ReplyDelete